Biwi Ka Gussa

Posted on 13th Dec 2014 by mohit kumar

1st Friend: Yaar meri biwi bohat gussa karti hai.
2nd Friend: Meri bhi pehle kiya karti thi par ab nahin karti.
1st Friend: Tumne kya ilaaj kiya?
2nd Friend: 1 din gusse mein thi to maine keh diya ki,
"Budhaape mein gussa aa hi jata hai".
Bas woh din hai aur aaj ka din hai, tez Awaaz mein bhi baat nahi karti!

Other jokes