k ... gm ... hmmmm... insaan h ya bhains ^_^

Posted on 2nd Jan 2015 by amit yadav

Aaj tak samjh mein nahi aaya ki
OK ki jagah " K " aur
GOOD MORNING ki jagah " GM " likhne wale,
Jeewan ke 2 seconds bacha ke kya ukhaad lete hain ?

Aur yeh hmmm.. walo ne to naak mein dum kar rakha hai,
Lagta hai ki Bhains se baat kar raha hoo...

Other jokes