Pepsi ya Samosa

Posted on 9th Dec 2014 by mohit kumar

3 sardar picnic par gae wahan ja kr yad aya k pepsi to ghar bhol gaye

Decide kia kay sab se chota sardar ja kar pepsi le aey,

Chota sardar:Main is shart par jata hun k tum mere ane tak samose nahi khao ge

Dono ne kaha thek hai

1 din guzar giya ...sardar ni aya

2 din guzr gae

2no ne socha k ab samose kha lne chahye

Jse hi samosa uthaya chota sardar ped k peche se nikal k bola....

Aisay karo gay to main nahi jaonga....

Other jokes