Ek Boodha ek ladki se takra gaya.
Boodhe ne ladki se bola: Sorry!
Ladki: Andha hai kya..... Dikhta nahi hai... Is umar mein bhi ye sab... Pata nahin kahan se aa jaate hain!!!
Yeh bolkar jaise hi woh ladki aage badhi, ek handsome sa ladka us se takra gaya.
Ladka: Sorry...
Ladki, sharmaate hue, "Koi baat nahin. it's okay!!!
Woh boodha yeh sab dekh raha tha. Usne aakar ladki se poochha: MERI SORRY KI SPELLING GALAT THI KYA??
k ... gm ... hmmmm... insaan h ya bhains ^_^
Aaj tak samjh mein nahi aaya ki OK ki jagah " K " aur GOOD MORNING ki jagah " GM " likhne wale, Jeewan ke 2 seconds bacha ke kya ukhaad lete hain ?
In Lockdown My Mom To Me
In Lockdown My Mom To Me
Alia- Ball ko Kitna Gol Karoge
Alia :- ye log football ko kyon maar rahe hain ?
5-10 Baratiyon Ke Sath Marriage Ho Rahi Hai
Aj Din me kese Ullu Bol ra Hai
एक खूबसूरत लडकी बस स्टैंड पर खडी थी |
Dholakpur hasn't registered A Single Case of Corona
Dukhi Student
Hey Bhagwan Bacha Liya
GF Ko Special Gift
लड़का (रोमांटिक अंदाज में):
15 din or ruk jao
Wife : Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho? Husband : 15 din aur ruk jao...