koi mujhe pehchanta hi nahi

Posted on 7th Feb 2020 by sangeeta

 

aaj wo mera naam bhul gay unko shayad oata nahi ki me kon hun 

jikrra kabhi chhidta hai mera naam nahi ata hai

me benam or bina pehchaan ke ji rahi hun 

mujuje pata nahi mera anjam kya hoga 

zindgi ke ye halat hai

kub kya higa isse me bekhabar hun 

so jati hun raat me

par par pata nahi hota ki kal jug paungi bhi ya nahi 

meri kismat me kal ka suraj hai ki bhi nahi 

 

Other poems-on-life