apna bana gaya tu

Posted on 7th Feb 2020 by sangeeta

yoon zindgi ke khawab dikha gaya tu 

muskurakar apna bana gaya tu

behti hui hawaaon ko yoon tham gaya tu

sawan me aake koyal ka geet suna gaya tu

yoon apne pyaar ki hawa se gum ko mita gaya tu

mithe sapno me aake apna bana gaya tu 

sukhe gulab ki yaad dila gaya tu

yoon zindgi me fir se pyaar ki barsaat de gaya tu

yoon firse mujhe jine ka maqsad sikha gaya tu 

bina aahat bana gaya t

Other poetry