Mere watan ka Aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Bahaaren jahan aa ke deti thi sadayen
Haseen pankhadiyon ki wo maasum adaayen
Leh lahata chaman aaj ban ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Jiske seene me tha ilm ka khazaana
Sone ki chidiya jise kehta tha zamaana
Surkh joda wo aaj kafan ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Mere watan ka aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
-Taslim Arif
Ek misaal bankar,
Dikha do duniya ko
Aankho hi aankhon mein
Aankho hi aankhon mein Baatein isharon mein
Baby When You Hold Me
Baby, when you hold me, my emotions makes it clear
Perks Of Having A Friend
Sharing sorrows, sharing needs,
What Love Can Mean
How can I let go of you, the one who holds my heart,
Seeking Peace
I am broken,
Tum hara nidnay hi tey karta hai
Bahut se log keahte hai ki hum,
kya pata hai tumhen
Kya pta hai tujhe?
He'll Never Know
I want to run, I want to hide
Aansu Ache Nahi Lagte