Kya pta hai tujhe?
ki mere jajbaato ka alfaaj tu hai,
mere hontho par bikhari muskurahat ki awaj hai,
mere chahre ki masoomiyat me chhipi har raaj tu hai,
mere nayano ke aashiyaane me kaid mere sukoon ka hamraaj tu hai,
surmayi kajal se saji khoobsoorat palko ki naaj tu hai,
bekhabar jhoom kar chalne wale kadmo ki balkhaati andaaj tu hai,
soye huye mohabbat ke mithi suro wali agaaj tu hai,
ab aur kya btaoo ki tu kya – kya hai mera ??,,
bas jan le tu itna ki mere solah shringaar ki laaj tu hai..
Life Circle..
When I am born, you are here
EK ITIHAAS BAN JATE HAI
मोम की मानिंद, कैसे पिघल-पिघल जाते हैं,
When The World Turned Upside Down
The day when the world
We'll Take Fall Together
Shall we take Fall together,
NA JANE KISKA DIL SEENE SE CHHU PAY BAITHE HAI
जो चोट खाकर बैठे है वो शायर बन बैठे है
JIWAN KA WO MARG
मैं जब तेरे बारे में सोचती हूँ ,
My Credo Of Life
Let me live within the moment.
Nothing Like A Fifth Grade Crush
There's nothing like a fifth-grade crush.
YUN ZINDGI KE KHWAB DE GAYA
यूँ जिन्दगी के ख्वाब दिखा गया कोई,
Just Who You Are
You've got quite an easy style