Wo bole ek din hum se,
ke ab chalo is watan se.
kya rakha hai is watan me,
sukhe se is chaman me.
Na roti hai na pani hai,
bas pareshani hi pareshani hain.
pardes me hum jayenge,
wahan khoob paise kamayenge.
humne kaha, mana pardes me hai dhan-daulat aapar,
par wahan nahi hai aisa apno ka pyar.
wahan par nahi hai sanskriti
wahan nahi hai sanskar.
wahan nahi hota badon ka aisa aadar satka.
agar hum wahan chale gaye to daulat khoob kamayenge
lekin apni bharat mata ka karz kaise chukayenge
yahin par paida hue, yahin par bade hue
aur ab yahin par hi mar jayenge
lekin apni bharat mata ko chhodne ka
khayal bhi dil me naa layenge
-Manish Nagpal
The Heart Of Friendship
The bond of friendship is everlasting
DIL AAKHIR KYUN ROTA HAI .
YEH JO GEHRE SANNATE HAIN,
TERI RAAHON MEIN
Koi Punjab se, koi Maharashtra se
The Perfect Friend
A friend is someone we turn to
tu jo kehde khuda se
Tu jo keh de to khuda se bhi, lad jaye hum
dosti oe zindgi ke mokaam
एक दिन जिंदगी ऐसे मुकाम पर पहुँच जाएँगी।दोस्ती तो सिर्फ़ यादों में ही रह
24th year
Merely a boy 24 years old,Mysteries of life, stories untold.24 summers made me grow,Memories of 24 winters pass to and fro.I still discover what lies beneathMy roles played in the stories
Respect Your Love
AAO ZINDGI KO ACHHE SE JI LEN
Do pal ki zindgani hai,
Farz hai jo umar bhar nibhana hai
सुख-दुख के अफसाने का