saanso me tum

Posted on 15th Feb 2020 by sangeeta

Saanso mei basne laga hai tu

Neendo mei jagane laga hai tu

Duao mei aane laga hai tu

Mere jeene ki wajah ban ne laga hai tu

Ghabra jati hu tujhe takleef mei dekh kar

Muskura jati hu tujhe kareeb mai dekh kar

hamesha tum yu hi pas raho mere

Ho nadan tum par jaan ho mere

Other poetry