Ek teacher ne class ke students ko english ke 3 word likh ke lane ko kaha. Toh ek student apne ghar jaake mummy se poochta hai ke mujhe english ke 3 words bolo. Toh mummy use bolti hai Shutup! Thode der ke baad uski mummy use manane aati hai aur bolti hai “I am sorry.” Kuch der ke baad uske papa ka phone aata hai toh uske papa uski mummy se bolte hai, “Chalo aaj hotel mein khana khate hai.” Toh uski mummy bolti hai, “Aaj nahi darling kal jaayenge”. Yeh sare word “Shutup, Sorry aur Aaj nahi darling kal jaayenge” woh apne note book mein likh leta hai. Doosre din uski teacher usse english ke 3 words poochti hai toh woh bolta hai Shutup! Uski teacher usko dat ti hai toh woh bolta hai “Sorry” phir bolti hai chalo principal ke paas chalte hain toh woh bolta hai “Aaj nahi darling kal jaayenge”
Intelligent Pappu
Teacher : Ye batao ki Duniya mei kitne desh hai ??? Pappu : Kar di na pagalon wali baat,
Sabko Ko Banaya Buddhu
संता – आज मैंने पानी को बुद्धू बना दिया
When Accidentally mobile phone slips form hands
14 feb ka viral fever
दो दोस्त आपस में बातें कर रहे थे....
Ladki Ke Bhot Sarey valentine
वैलेंटाइन पर लड़के ने लड़की के
Santa in the train
Ek baar Santa train mein safar kar raha tha
When Relatives Breaks The Glass
CEO Of Baba Ka Dhaba Be Like Mujh Par Ek Ehsaan Karna Ki Mujh Par Koi Ehsaan Mat Karna..
CEO Of Baba Ka Dhaba Be Like Mujh Par Ek Ehsaan Karna Ki Mujh Par Koi Ehsaan Mat Karna..
Never Trust Left Handed People
For Lovers Valentine Season Be Like...
Pyaar Ka Mausam Chal Raha Hai Sahab..