Jab tu banke humsafar mera sath deta hai,
Har mushkil safar asaan ho jata hain.
Khushnasib samjhta hun khud ko main,
Jab koi haseen khwab poora ho jata hai.
Raas nahi aata mujhe har wo lamha,
Jab kbhi bhi tu mujhse door ho jata hai.
Meri tanhai bhi mhafil si nazar aati hai,
Jab tere sang bitaya pal yaad aa jata hai..
Roothna achha lgta hai bar bar mujhe tumse,
Mnane me mujh pe tera pyaar baras jata hain.
Zindagi me har nazaara rangeen ho jata hai,
Jab tere jaisa saathi zindagi ban jata hain…!!
If I Were To Write A Poem
If I were to write a poem,
PYAARI JUG SE NYARI MAA
प्यारी जग से न्यारी माँ,
You Will Never See Me Fall
You may see me struggle,
NA RAAT DEKHI NA DIN
चाँद को भी हमने तुम्हारे लिए सजाया है
Friendship, Love & Games
You came into my life so quick
saikil ke pahiy fir se ghumay
चलो फिर से बच्चे बन जाते हैं
KYA KAHTE HAI LOG
KYA KAHTE HAI LOG KUCH SMJH
hum veer jawan
जाग रहे हम वीर जवान,
Jealous Love
Hands starting to sweat.
Wish In A Dream
Hold onto your dream while mindful of time.