KHWABO KA PARDA

Posted on 26th Feb 2020 by sangeeta

Khwabon ka parda yaha par ab,

Band sa hai khulta hi nahi.

Sansar samaj sabhi apne,

Adhikar bataye baithe hai.

 

Is duniya me agar kuch karna hai,

Apni marzi ki karna tu.

Ho safal agar to baat hi kya,

Par na ho to mat darna tu.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Other poetry