meine jindagi ka sabse a6a dost paya.

Posted on 22nd Feb 2020 by sangeeta

Ek din jab tu meri jindagi mein aya, laga mujhe meine ek heera hai paya… chamak teri, ye teri muskarahat, inme hi meine apni jindagi ko paya… phir ek mod aisa bhi aya.. kabhi roya kabhi miss kia aur kabhi tere se hi takraya… tune mujhe har haal mein sambhala, Tab samajh aya mujhe.. meine jindagi ka sabse a6a dost paya.

Other poetry