aa ma teri paarti karun

Posted on 7th Feb 2020 by sangeeta

peda kar gayi tujhe eahsaas bhi hai 

suniko ke raqt se aabad hindustan hai

tilak kiya mastak chuma bolli ye le kafun tumhara 

me maa hun par baad me pehle beta vai tumhara

dhany hai maa tumhari bhent me balidan me

jhuk gaya hai desh maa ke dudh ke saman me 

de diya hai laal jisne puttr moh chhodkar

chaahta hun aansuon se paav vo pakhar dun 

ae shahid ki maa aa teri arti utar dun

Other poetry