Three english words
Posted on
16th Feb 2014 07:03 pm by
admin
Ek teacher ne class ke students ko english ke 3 word likh ke lane ko kaha. Toh ek student apne ghar jaake mummy se poochta hai ke mujhe english ke 3 words bolo.
Toh mummy use bolti hai Shutup!
Thode der ke baad uski mummy use manane aati hai aur bolti hai “I am sorry.”
Kuch der ke baad uske papa ka phone aata hai toh uske papa uski mummy se bolte hai, “Chalo aaj hotel mein khana khate hai.” Toh uski mummy bolti hai, “Aaj nahi darling kal jaayenge”.
Yeh sare word “Shutup, Sorry aur Aaj nahi darling kal jaayenge” woh apne note book mein likh leta hai.
Doosre din uski teacher usse english ke 3 words poochti hai toh woh bolta hai Shutup!
Uski teacher usko dat ti hai toh woh bolta hai “Sorry” phir bolti hai chalo principal ke paas chalte hain toh woh bolta hai “Aaj nahi darling kal jaayenge”
167
14
Other jokes
O Bhai Maaro Mujhe Maaro..
O Bhai Maaro Mujhe Maaro..
American women poll
A recent poll of American women asked the question:
Would you sleep with Bill Clinton?
When Someone send me a food pic and say le kha le
When Someone send me a food pic and say le kha le
After Reading Whatsapp New Policies Me To Mark Zuckerberg...
After Reading Whatsapp New Policies Me To Mark Zuckerberg...
Ye Kon Sa Vastra Hai Devi
Ye Kon Sa Vastra Hai Devi
Bechara Pati
Wo Mandir Bhi Jaata Hai Aur Masjid Bhi
Wo Gurudwarey Bhi Jaata Hai Aur Church Bhi
Going To My Friend House
Going To My Friend House
A Rare Picture Of ranveer Singh in Abnormal dress
A Rare Picture Of ranveer Singh in Abnormal dress
Pappu Ki fake Id
पप्पू: पापा एक बात बतानी है आपको।
स
Bhadka Hua Aashiq
उसके आधार को दिल से भी जोड़ दो स