alag alag galiyon ko kon ginta hai
saath khade ho rehne wale, desh tabhiu banta hai
hum bade bade desh ki prem ki baat kiya kartey hai
vaqt ane par bhi apno ke kaam nahi ate
yoova shakti kaa nara sunne me aksar ata hai
sahi disha me bhi kissi yoova ko nahi dikha pata