Patriotic Poems

DESH BHAKRI

Behti jahan gyaan ki dhara,

Vo bharat hume jaan se pyara,

Sita ram ki dhara hai jo,

Easa bharat desh hamara,

Hai bharat ki shan tiranga,

Ise na jukne denge hum,

Veero ki kurbani ko,

Vyarth na jane denge hum,

Na jati na bhasha dekha,

Sub ko apna meet banaya,

Hobangla desh ya pakistan,

Humne subko gale lagaya,

Bharat ma ke sevak hai hum,

Maa ki raksha hum krenge,

Buri niyat se jo dekheg,

Hum uska ant kar denge,

Advertisement

Trending today: see what people are reading