Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne Ke Baad,
Ab Kisi Ko Dekhna Nahi Tumhe Dekhne Ke Baad,
Duniya Chhod Denge Tumhe Pane Ke Baad,
Khuda Maaf Kare Itna Jhooth Bolne Ke Baad!
Dhadkan Dil Ki Ruk Jati Hai,
Sanse Aksar Tham Jati Hai,
Bahut Buri Halat Hoti Hai Yaaro,
Jab GF Se Shaadi Karne Ki Naubat Aati Hai!