Dil ki es diwar par tera naam likhta hoon
Hansa tha jo tune muje dekh pyar se
Un jadu bhari nazron ka andaaz likhta hoon
Dil ki es diwar par tera naam likhta h
Naam tera bennaam hai sawan ka koi paigaam hai
Barsti hue en bundo mein bhiga si ek sham hai
Jivan ki har shma ko aaj tere naam likhta hoon
Dil ki es diwar par tera naam likhta hoon