Jab tu banke humsafar mera sath deta hai,
Har mushkil safar asaan ho jata hain.
Khushnasib samjhta hun khud ko main,
Jab koi haseen khwab poora ho jata hai.
Raas nahi aata mujhe har wo lamha,
Jab kbhi bhi tu mujhse door ho jata hai.
Meri tanhai bhi mhafil si nazar aati hai,
Jab tere sang bitaya pal yaad aa jata hai..
Roothna achha lgta hai bar bar mujhe tumse,
Mnane me mujh pe tera pyaar baras jata hain.
Zindagi me har nazaara rangeen ho jata hai,
Jab tere jaisa saathi zindagi ban jata hain…!!
कभी हंसाती है तो कभी रुलाती है जिंदगी
अगर इश्क़ कोई जुर्म नहीं, फिर ये सजा क्
Raindrops on window panes
Stars at night that are just airplanes
Sparks of light
If Four Is A Party This Is A Parade
I have one too many personalities,
I don't know which one is me,
So if I'm nice a
When you're in the middle of nowhere and wondering why,
When you just don't know what to
Meri baaton mein tu,Maine manga jise
Wo dua tu hi tu,Aankhon hi aankhon mein
Baat
मेहनत सीढियों की तरह होती हैं,
“औ
Woh yaad aaye bhulate bhulate,
dil ke zakham ubhar aaye chhupate chhupate,
sikhay