JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
Posted on
16th Feb 2014 07:03 pm by
admin
JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
JINDGI YE JIDGI KAISI HAI YE JINDGI
HAR KADAM PAR MOD HAI
RASTA HAI AJNAVI,
JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
KAL NA JANE KYA PATA KAUN HO JAE JUDA
KYON KISI SE BAER HO KYON KISI SE HO KAHAPA
ASMA YE KAH RAHA HAI SAFAR YE JINDGI
JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
RAFTA-RAFTA JINDGI KA HAR SAFAR KAT JAEGA
SHAM ANE KE TALAK TAK BADAN BHI THAK JAEGA
AJ TERA KAL KISI KA HAI PAHELI JINDGI
GINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
HAR KADAM PAD EK KAHAR SE HAI HOTA SAMNA
HAR KAHAR SE SIKH LE HAR SAFAR KO JANNA
HAR KISI SE PYAR KAR KYON KISI SE BERUKHI
JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
NA TO KOI HAM SAFAR HAI NA KOI HAMRAJ HAI
JITNA PANNA TUM PALTOGE HAR PANNE MAI RAJ HAI
MOUT KE AANE SE PAHLE DIL SE JILO JINDGI
JINDGI YE JINDGI KAISI HAI YE JINDGI
HARKADAM PAR MOR HAI RASTA HIA AJNAVI
JINDGI.......................................................................
ANAND KUMAR JHA
MBA,OGDFM,BCOM(H)
9268905663
200
40
Other poetry
tumhen har dafe manana
कसम से मेरे अंदर कुछ तो कमाल कर गया बहà
TUM SE MILNE AAYI HUN
क्या मुझसे मिलने आयी हो? कह दो ना तुम,
Love me like you mean it
Where gilded autumn dazzles hazy morning
And golden leaves sprinkle on marigold bea
apna bana gaya tu
yoon zindgi ke khawab dikha gaya tu
muskurakar apna bana gaya tu
behti hui
What Your Friendship Means To Me
your friendship means the world to me
I've never met someone else like you
you me
MERE DESH KO JAGRAT BANAO
“मन जहां डर से परे है
और सिर जहां à
dost ke door ho jane ke baad
मैं ना जानू दोस्त तेरे दूर हो जाने के à
Kuch Yaaden Dosti Ke Lamho Ki
Kuch yaadein hain un lamho ki,
jin lamho me
PATHAR BHI SANGEMARMAR LAGTA HAI
Mehfeel bhi sooni lagti Hai Tera kasar lagta Hai,
Gam bhi Khushi lagti Hai Tera asar lagt
I Want To Thank You Again
To me, you're like an angel, sent by God above,
To cleanse my soul of sadness and fill it