naino me kajal


Posted on 15th Feb 2020 12:26 pm by sangeeta

Aj mai nayano me kajal laga ke chali,

Palko par apki khubsoorat tasveer saja ke chali,

Dil ki dhadkano ko sanso me chhupa ke chali,

Thoda itra ke chali,

Sawan ki mayoori si balkha ke chali,

Lahraati hawaao me kesho ko bikhra ke chali,

Thoda sharma ke chali,

Alfaazo me mithi sargamo ko mila ke chali,

Uljhi bechaniyo ko suljha ke chali,

Sachhi mohabbat apni rooh me basa ke chali,

Duniya ki har khoobi hatho ki lakiro me thahara ke chali,

Ab to bol do ki mai apki jindagi hu, apki khushiyo ki bandagi hu,

Apki taqdeer me sawarti apki jeewan sangini hu,

Ab bas karo bol bhi do ki mai hi apki ardhangini hu

0 Like 0 Dislike
Previous poetry Next poetry
Other poetry

Why I Chose You

I've always underestimated myself,

Always tried to humble myself,

But when it cam

dosti ek khushi hai

Dosti Dard Nahi Khushiyon Ki Saugat Hai,

Kisi Apne Ka Zindgi Bhar Ka Saath Hai,

Y

chalna hamara kaam hai

Gati prabal pairon mein bhari

Phir kyun rahoon dar dar khada

Jab aaj mere saamne,

AAP KA INTZAAR

Ab humein neend nahi aati,

Bas ek dastoor hai jo nibhana padta hai,

Subah hone hi

hausla khud aa jayega..

Bus yahi dua mangi thi bhagwaan se,

 

Dena mujhe hausna ladne ka insaan se,<

LAGTA HAI US SE MOHABBAT HONE LAGI HAI

Surat na dekhi maine uski 

Moorat phir bhi uski ban ne lagi hai 

Din ko

DUSRO KO BADALNE KI CHAH

यही है ज़िन्दगी कुछ ख़्वाब चन्द उम्म

KISI KE LIYE SARTAAJ HAI ZINDGI

किसी के लिए सरताज है जिंदगी

कभी दो

PYAARI JUG SE NYARI MAA

प्यारी जग से न्यारी माँ,

खुशियां द

dost ke door ho jane ke baad

मैं ना जानू दोस्त तेरे दूर हो जाने के

Sign up to write
Sign up now to share your poetry.
Login   |   Register
Follow Us
Indyaspeak @ Facebook Indyaspeak @ Twitter Indyaspeak @ Pinterest RSS



Play Free Quiz and Win Cash