Mehfeel bhi sooni lagti Hai Tera kasar lagta Hai,
Gam bhi Khushi lagti Hai Tera asar lagta Hai.
Hai lagta har Pal Sadiyo sa, Barson sa bin Tere,
Tera Dil hi mujhe Ab Mera Ghar lagta Hai.
Hai chahta ye Dil Har Pal Tere Didar ko
Tadpta hu, bechain rehta hoon
Mamuli sa Patthar bhi Sangemarmar lagta Hai.