tumhen such me koi fark nahi padta
mere hone ya na hone se
billkul bura nahi lagta hai kya
mere jaane ya rone se
mai so nahi pati raat ko
tumhari yaad ati rehti hai,,
akele reh reh ke rone ka mann karta hai
aankhe bhi laal rehti hai
ghar me aahat si rehti hai..
esa lagta hai ki tum ho wahan
ab to mujhe khabar bhi nahi ki,,
mere khayalo ke alawa rehte ho kahan
mai khud ko bizi rakhne me puri koshish karti hun
tumhen yakin bhi nahi hoga
tumhen bhulane ke liy kyaa kyaa nahi kiya..
par aa jati hai yaad tumhari kon rok sakta hai
Bin tere ab chup chup rehna acha lagta hai,
Khamosh reh ke is dard ko sehna acha lagta ha
कैसे जीऊ मैं खुशहाल ज़िन्दगी
उसकी
When the day is done for the infantry,
they bow their heads and take a knee,
they
jiwan ki dhara chalne do
जीवन की धरा को अविरल बहने दो
कर्म के पथ
करनेवाले काम बहुत हैं व्यर्थ उलझनों
From the day that I first knew you,
Your heart was pure and kind;
Your smile was
What do I see in you? Oh boy. Oh boy,
I see mountains and rivers a lifetime of joy,
भारत क्यों तेरी साँसों के, स्वर आहत स
कब सपनों के लिए,
सपनों का घर छोड़ द
Dosti Wo Nahi Hoti Jo Jaan Deti Hai,