Bhookh, Garibi Aur Laachari Ko,
Iss Dharti Se Chalo Aaj Mitaayein.
Bharat Ke Bharatvasiyo Ko,
Uske Saare Adhikar Dilayein.
Rahe Na Koi Aaj Nirash,
Aisi Naya Savera Laayein.
Jaati Dharmo Ke Saare Bhed Bhool Kar,
Sabko Apane Gale Lagayein.
Satya, Nyaay Ke Path Par Chalkar,
Kuchh Abhinav Adarsh Banaayein.
Apane Adarshon Ke Bal Par,
Ek Naya Vishwas Jagaayein.
Bharat Ke Sab Bharatvasi,
Pragati Marg Par Badhate Jaayein.
Jis Par Garv Kare Jag Saara,
Aisa Bharatvarsh Banaayein
मेरी महोब्बत के पसीनो को, काश तुम पहल
ये तो फ़र्ज है उम्र भर निभाने का
Tumhare karan har jeet se pyar hai mera
Mera seerat ye badhta rahega
Tum jo sang
HAR NAZAARA RANGIN HO JATA HAI
Jab tu banke humsafar mera sath deta hai,
Har mushkil safar asaan ho jata hain.
&
चाहे रहे सदा मेरे जमाना विरूद्
पहले दोस्त, दोस्त की मदद करता था दोस्
Your lips so soft and red.
The thought of kissing you is stuck in my head. &n
When you proceed,
Some will say it can't be done
And that there is no need
<Friendship Is The Best Ship Of All
Friendship is priceless
And can never be forgotten.
Friendship is timeless
<