Haan pata tha mujhko dobara usi raste jaa rahi hoon jahan ghum bahut hain
Par gam ki kya bisaat yaha tumhara saath bahut hai
Us din jab pehli mulaqaat hui tumse
Laga jaise main khud ko mil gayi
Mere andar ki murjhayi kali khil gayi
Fir tumhara mujhko chuna
Chumna mujhko gale laga kar
Kasam se mere andar kuchh toh kamaal kar gaya