yahi sahi waqt hai, deshbhaton ke jagne kaa
desh ke liy iske jine-marne kaa
yahi sahi waqt hai, soy desh ko nind se jagaane kaa
yahi sahi waqt hai, aajadi ko sache artho me paane kaa
yahi sahi waqt hai, ek dusre ke saath dene kaa
yahi sahi waqt hai, apne desh ko aage badhane kaa