Poems on life

kya kiya jaay

makaan jale to bima le sakte hai!

sapne jale to kya kiya jaay..

sher dahade to bhag sakte hai!

ahankaar dahade to kya kiya jaay..

aasman barse to chhata le sakte hai!

aankh me se aansun barse to kya kiya jaay...

kaanta chubhe to nikaal sakte hai!

koi baat chubhe to kya kiya jaay

Advertisement

Trending today: see what people are reading