Chaman Kho Gaya
Posted on
16th Feb 2014 07:03 pm by
admin
Mere watan ka Aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Bahaaren jahan aa ke deti thi sadayen
Haseen pankhadiyon ki wo maasum adaayen
Leh lahata chaman aaj ban ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Jiske seene me tha ilm ka khazaana
Sone ki chidiya jise kehta tha zamaana
Surkh joda wo aaj kafan ho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
Mere watan ka aman kho gaya
Na jane kahan wo chaman kho gaya
-Taslim Arif
282
38
Other poetry
aitbaar kar mujhpe
Aitabar kar mujhpe bedard nahi hu main…
Teri is kiyaban ka bawar nahi hu Main&hell
bohot see yaaden
Zindagi kabhi hasati hai, kabhi rulati hai,
Kabhi khushi deti hai, kabhi gam de jaati hai
sara desh hamara
कहीं तुम्हें परबत लड़वा दे, कहीं लड़ा
Thank You..
Thank you
For loving me true,
For being no one but you,
For holding my ha
Respect Your Love
mohabbat mein shiddat mayne nahi rakhti
mohabbat
TUMHARI MUSKAN HO MERA JIWAN
जिस क्षण तुम मुझे स्वयं से अलग करो,
Missing Those Days
Shahjhan Ki Mumtaj
उसकी आँखे जैसी एक राज़ हो
उसक
Aankho hi aankhon mein
Aankho hi aankhon mein Baatein isharon mein
Tumne jo mujhse kahi hai Aisa kyu lagta hai
BHULE MAANAS KO DILATE NETA
गली गली में बजते देखे आज़ादी के गीत रे |