Pardes Nahi Jayenge


Posted on 16th Feb 2014 07:03 pm by admin

Wo bole ek din hum se,
ke ab chalo is watan se.
kya rakha hai is watan me,
sukhe se is chaman me.
Na roti hai na pani hai,
bas pareshani hi pareshani hain.
pardes me hum jayenge,
wahan khoob paise kamayenge.
humne kaha, mana pardes me hai dhan-daulat aapar,
par wahan nahi hai aisa apno ka pyar.
wahan par nahi hai sanskriti
wahan nahi hai sanskar.
wahan nahi hota badon ka aisa aadar satka.
agar hum wahan chale gaye to daulat khoob kamayenge
lekin apni bharat mata ka karz kaise chukayenge
yahin par paida hue, yahin par bade hue
aur ab yahin par hi mar jayenge
lekin apni bharat mata ko chhodne ka
khayal bhi dil me naa layenge

-Manish Nagpal

66 Like 17 Dislike
Previous poetry Next poetry
Other poetry

AYE WATAN AYE WATAN

Jalte bhi gaye, kehte bhi gaye

Aazadi ke parwaane

Jeena to usi ka jeena hai

I Fell In Love With My Best Friend

We were best friends.

Now we're even more.

You don't know how much.

of yo

A Kind-Hearted Angel Friend

Your kindness has been blessed to me

From the stars above.

Your words all fill my

Zindagi ko jina sikh lo

Zindagi ko jina sikh lo,

Zindagi se ladna sikh lo,

Hausla rakho sabse uper,

naino me kajal

Aj mai nayano me kajal laga ke chali,

Palko par apki khubsoorat tasveer saja ke chali,

Teri mohabbat sy mili hai mujhe

Teri Mohabbat Sy Mili Hai Mujhe, Dolat Is Jahan Ki...
Shehnsha-e-Mohabbat Ka Khataab Mila..

JAB AKELE HOTE

Jab akela hota hoon, rula jaati hain unki yaaedin.

Fir wohi beeti baatein yaad dila jaati

A Child Finding A Worm

A three year old child is a being who gets almost as much fun out of a fifty-six dollar set of sw

WO HAR NAJARIYA

वो हर नजरिया , हमने बदल दिया

जो हमसà¥

HAR NAZAARA RANGIN HO JATA HAI

Jab tu banke humsafar mera sath deta hai,

Har mushkil safar asaan ho jata hain.

&

Sign up to write
Sign up now to share your poetry.
Login   |   Register
Follow Us
Indyaspeak @ Facebook Indyaspeak @ Twitter Indyaspeak @ Pinterest RSS



Play Free Quiz and Win Cash