nakam koshish ki


Posted on 14th Feb 2020 01:04 pm by sangeeta

Jis baat se wo meri ruth gaye
Uss baat ko bhulane ki nakaam si koshish kar raha hu.

Umeedo ki tuti imarat per ab,
Naya aashiya banane ki ek ajib si koshish kar rha hu.

Wafaa k badle mili sirf bewafai,
Ab ussi ko lautaane ki befizul si koshish kar raha hu.

Dil se behisaab chaha tha jise,
Ussi se gamon ka sauda karne ki koshish kar rha hu.

Ghavo se bhari lambi raaton ko,
Ugte suraj ki garmi me badalne ki koshish kar rha hu.

Bikhar gayee jo the sapne mere,
Un sapno ko phir se sajoone ki koshish kar raha hu.

0 Like 0 Dislike
Previous poetry Next poetry
Other poetry

INN AANSUON ME UTAR AYA HAI

Aasman mei iss aadhe-adhure chand ke sath

Dil ke dar-o-deewar mei dard utar aaya hai

Empty Heart

Feeling down, alone, and empty inside,

Decisions to make but can't decide.

Hurt f

TAARO KE SAMAN

शांति अमन चैन रहे,

खुशहाली छाये

JO JISE MILA HUMNE WAHI SIKHA

जो जिससे मिला सिखा हमने, गैरों को भी अ

MERI KHAMOSHI USE SUNA DENA

Aaj raat meri yeh khamoshi use suna dena

Kuch na sune toh aansu se fehli shayahi dekha de

LIKHTI HU TUMHARE INTEZAAR MAI

लिखती हूँ मैं,

तेरे इजहार का इंतजा

mei or meri tanhai

मैं अकेला कब था ,मैं था और मेरी तनहाई थ

The Glass Eye

The joke was very funny

She laughed a lot of tears

When suddenly her eye fell out

BAYAAN KARTE MERI TISHNAGI

Raaz-o-niyaaz jo thi meri zindagi

Tere alwida se hue alhe-e-kalam

Ishq ke sukhan

Perks Of Having A Friend

Sharing sorrows, sharing needs,

Sharing happiness, exchanging deeds.

These are th

Sign up to write
Sign up now to share your poetry.
Login   |   Register
Follow Us
Indyaspeak @ Facebook Indyaspeak @ Twitter Indyaspeak @ Pinterest RSS



Play Free Quiz and Win Cash