Ho toh gayi thi who sabhi baatein jo kehni thi
par shayad koi ek baat reh gayi adhuri hai.
Us sham teri aankhon mei padha toh sab tha
par shayad ek aakhari mulakaat zaruri hai.
Cahkar bhi na rok saku na thaam saku tera hath
na jane kaisi yeh takdeer ki mazboori hai.
Tu rehta toh hai meri in dharkano mei
na jane kaisi fir yeh tumse doori hai.
Jo kahani hud likhi ho khuda ne
fir kyu wo kahani nahi puri hai?
Mohobbat hote hue bhi sath rehne ki
fir kyu di nahi usne manjoori hai?
Haathon ke in lakeron kea age kon karta jee-hazoori hai
par takdeer ho, ya zalim duniya, ya ho koi khuda
meri mehenkenge saanse jisme tere ishq ki kastrui hai.
I often wish I were a King,
And then I could do anything.
If only
I shuffled down the hallway
Trying to stay out of view
Peeking down the walkway
Jalte bhi gaye, kehte bhi gaye
Aazadi ke parwaane
Jeena to usi ka jeena hai
सिर्फ उजाला ही पाया है,आँखों की पट्टी
I want to live in a world
where nobody is afraid
to fall in love
or admit
Kya baat karu mein logo ki,
Sab aap bataye baithe hai.
Kuch dard chupaye baithe h
एक पहल रिश्ते की ओर (कविता का शीर्षक )
यही है ज़िन्दगी कुछ ख़्वाब चन्द उम्म
अलबेलों की इस धरती के त्योहार भी हैं
If you take me,
Take me for who I am.
If you love me,
Accept me with all