INN AANSUON ME UTAR AYA HAI


Posted on 19th Feb 2020 11:45 am by sangeeta

Aasman mei iss aadhe-adhure chand ke sath

Dil ke dar-o-deewar mei dard utar aaya hai

 

Zindagi ke is darham-barham mehfil mei

Gardish-e-aafat mei

Bewafai-haa-e-yaaraan mei

mera chan kahi khoo gaya hai

 

Inn ranjishon ke shor mei

teri gulabi choodiyon ka

raat ke teri looriyon ka

sangeet kahi khoo gaya ha

 

Aaj raat fir teri yaadon ka bhawar, maa

meri inn aansuon mei utar aaya hai

0 Like 0 Dislike
Previous poetry Next poetry
Other poetry

MUJHE NAHI PATA

Mujhe Nahi Pata Ki Main Uski
YAAD ME TERI YAARA

Dard apne dil ka humne

Ek arse ke bad khola hai

Bas bat ye alag hai

Ke da

JHANSI KI RANI

सिंहासन हिल उठे राजवंशों ने भृकुटी त

such a wonderful collection

So pause lots,

function at a pace

that doesn’t pull you apart.

Hono

Road To Nowhere

I like to blaze new trails

on the road to nowhere.

On a journey through time,

MUJHE NA BASANT BHATA HAI

मुझे न बसंत भाता है, 

 

न ही बह

Messy Room

Whosever room this is should be ashamed!

His underwear is hanging on the lamp.

Hi

ZINDAGI SULAJH GAYI

Haathon mei kalam aur kitaab liye

Khaayalon ko nazam banate hue

Zindagi sulajh ga

DEEWANE HO GAY

Jinki yaad mein hum dewane ho gaye,

Wo hum hi se begaane ho gaye.

Shayad unhe tal

First Love

I ne'er was struck before that hour

With love so sudden and so sweet.

Her face it

Sign up to write
Sign up now to share your poetry.
Login   |   Register
Follow Us
Indyaspeak @ Facebook Indyaspeak @ Twitter Indyaspeak @ Pinterest RSS



Play Free Quiz and Win Cash