Ladki ne new laptop liya....
Sham ko bhadkte hue vapis aai aur dukan wale se boli :
ye lapy bekar he, isme purane pc ki file paste nahi ho rahi he.
Shopkeepr : not possible ye latest laptop he
aur isme aisa ho hi nahi sakta.
Ap jara bataegi kese kiya aap ne copy paste ?
Ladki shop keeper ko ghar le gai ,
apne computer ko on kiya mouse se right click karke file copy ki
fir PC se mouse nikal ke laptop me lagaya,
aur right click karke boli :
dekho paste ka option kha he ?
Shopkeeper on the spot behosh...